• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Kabhi Apne the Wo Hue Dur Hain

Jo Kabhi Apne the Wo Hue Dur Hain

jo kabhi apne the vo hue duur hain

ham bhi thak haar ke ho ga.e chuur hain

ḳhuub charche hain ab apne bhi ghairon men

kal jo badnam the aaj mash.hur hain

auron se karte hain hans ke vo baat yuun

kis ki ankhon ke vo ban ga.e nuur hain

zinda-dil ban guzari hai ye zindagi

jo hua pyaar to kaise majbur hain

kis ke va.ade pe ham ne bharosa kiya

vo jo kahte jafa.en to dastur hain

maut sachcha.i hai aur ise maan kar

un ke hathon hue qatl mashkur hain

ye laḌa.i bhi ab ḳhud se hai ya-ḳhuda

faisle tere ‘qasid’ ko manzur hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHana-E-Dil Ki Moattar Bhi Bahut Lagta Hai

firaq-gorakhpuri

Ban-Basiyon Mein Jalwa-E-Gulshan Le Kar

Dil Se Nikal Na Paegi Mauj-E-Hawas Ki Bas

Ghamon Ki Dopahar Mein Kaam Aaya

Kamal-E-Husn Ka Iqrar Kar Jaana Hi paDta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet