• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Dekhta Hai Mujhe Aaine Ke Andar Se

Jo Dekhta Hai Mujhe Aaine Ke Andar Se

jo dekhta hai mujhe a.ine ke andar se

vo kaun hai koi puchhe bhi us sitamgar se

sukut TuuT gaya ḳhamushi ke jangal ka

miri sada.en uThin is tarah mire ghar se

main ek tinke ki surat hamesha bahta raha

mujhe mafar na mila vaqt ke samundar se

mire dayar men maazi ki jo thiin tasviren

sabhon ko toḌ diya main ne aaj patthar se

tamam raat koi bhi na tha mire ghar men

lipaT ke soi thi tanha.i mere bistar se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Libas-E-Zist Kabhi Yun Bhi Tera Darshan Ho

Haqiqat Bhi Lagne Lagi Hai Kahani

Ek Diya Dil Mein Jalata Hai Chala Jata Hai

Asir-E-Dasht-E-Bala Ka Na Majra Kahna

Tanab-E-Zat Kisi Hath Mein Jami Hui Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet