• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Bhi Chahen Aap Marzi Aap Ki

Jo Bhi Chahen Aap Marzi Aap Ki

poet

jo bhi chahen aap marzi aap ki

jaa.en aa.en aap marzi aap ki

dil laga.en aap marzi aap ki

dil dukha.en aap marzi aap ki

ham baha.en ashk ye apna nasib

muskura.en aap marzi aap ki

imtihan ham ishq ka denge zarur

azma.en aap marzi aap ki

dard-e-dil se aap ko kya vasta

bas chala.en aap marzi aap ki

shaad dil ho gar tumhen ham dekh len

ya rula.en aap marzi aap ki

main to chahunga hamesha aap ko

ab bata.en aap marzi aap ki

ab suna.en kis ko ‘haidar’ hal-e-dil

likh ke jaa.en aap marzi aap ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kya Kahen Aalam-E-Shabab Ki Baat

obaidullah-aleem

Humne Khulne Na diya Be-Sar-O-Samani Ko

Na Jaane Kaun Hai Dekha Hua Sa Lagta Hai

munawwar-rana

Ghar Mein Rahte Hue Ghairon Ki Tarah Hoti Hain

adil-hayat

Bebasi Ki dhup Hai Ghamgin Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet