• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Apna Gham Hai Use Aaina Dikhaun Main

Jo Apna Gham Hai Use Aaina Dikhaun Main

jo apna gham hai use a.ina dikha.un main

bas ek qatre men dariya sameT la.un main

tiri nigah to ḳhush-manzari pe rahti hai

teri pasand ke manzar kahan se la.un main

jo dil ki hasrat-e-tamir hai so itni hai

ki ho sake to kisi dil men ghar bana.un main

main janta huun andheron ki zindagi kya hai

bujhe charagh to dil ka diya jala.un main

jo zaḳhm deta hai to be-asar hi deta hai

ḳhalish vo de ki jise bhuul bhi na pa.un main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shikasta Chhat Mein Parindon Ko Jab Thikana Mila

Hazar KHak Ke Zarron Mein Mil Gaya Hun Main

poet

Agar Main Jaanta Hai Ishq Mein dhadka Judai Ka

Shauq Us Ka Humne Wasl Mein Bedar Kar Diya

Ye Silsila-E-Sham-O-Sahar Yunhi Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet