• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Ain Wasl Mein Aaram Se Nahin Waqif

Jo Ain Wasl Mein Aaram Se Nahin Waqif

shah-naseer

jo ain vasl men aram se nahin vaqif

vo matlab-e-dil-e-khud-kam se nahin vaqif

hansa chaman men jo dil dekh surat-e-sayyad

ye murgh daane se aur daam se nahin vaqif

tamam shahr men jis ke liye hue bad-nam

vo ab talak bhi mire naam se nahin vaqif

har ek ishq ke kab qaede se mahram hai

hanuz shaikh alif laam se nahin vaqif

hazar haif yahan chhat se lag gaiin ankhen

vahan vo shokh lab-e-bam se nahin vaqif

dila abas talab-e-bosa hai tujhe us se

vo laal-e-lab ki lab-e-jam se nahin vaqif

saji hai lek use zar kulah guzri ki

faqir atlas-o-pilam se nahin vaqif

tapish se dil ki khabar hove hai yahan maalum

main tarz-e-nama-o-paigham se nahin vaqif

na khush visal men ho rakh tu yad-e-hijr ‘nasir’

magar tu gardish-e-ayyam se nahin vaqif

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

parveen-shakir

Kuchh To Hawa Bhi Sard Thi Kuchh Tha Tera Khayal Bhi

Kis Ki Taswir Se Aaina Daraata Hai Mujhe

jhuTi Baaten jhuTe Log

Sab Ke honTon Pe Ye Marne Ki Duaen Kaisi

asif-ud-daula

Aankhon Se Apni Aasif Tu Ehtiraaz Karna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet