• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jite-Ji dukh Sukh Ke Lamhe Aate Jate Rahte Hain

Jite-Ji dukh Sukh Ke Lamhe Aate Jate Rahte Hain

akhtar-imam-rizvi

jite-ji dukh sukh ke lamhe aate jaate rahte hain

ham to zara si baat pe pahron ashk bahate rahte hain

vo apne mathe par jhuTe rog saja kar phirte hain

ham apni ankhon ke jalte zaḳhm chhupate rahte hain

soch se paikar kaise tarshe soch ka ant nirala hai

ḳhaak pe baiThe aḌe-tirchhe naqsh banate rahte hain

sahil sahil daar saje hain mauj mauj zanjiren hain

dubne vaale dariya dariya jashn manate rahte hain

‘aḳhtar’ ab insaf ki ankhen zar ki khanak se khulti hain

ham pagal hain lohe ki zanjir hilate rahte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Jab Se Alfaz Ke Jangal Mein Ghira Hai Koi

KHud Se Anjaan Ho Gaya Hun Main

poet

Qalam Se Rabta-E-Rang-O-Ab TuT Gaya

poet

Saz-E-Alam Pe Dil Naghma-Sara Hota Hai

Na but-Kade Mein Na Kabe Mein Sar Jhukane Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet