• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jism Taza Gulab Ki Surat

Jism Taza Gulab Ki Surat

jism taaza gulab ki surat

zindagi ik nisab ki surat

naqsh hain ab varaq varaq dil par

chand yaden kitab ki surat

vo mire paas hai nahin bhi hai

ik haqiqat sarab ki surat

dard us se bayan karun kaise

jaise mahi-be-ab ki surat

mai-kade men agar nahin kuchh to

zahr de de sharab ki surat

husn-e-janan ka haal kuchh yuun hai

chand Dhalte shabab ki surat

gar vo puchhenge hal-e-dil ‘zakir’

kuchh nahin hai javab ki surat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raushni Karne Aaya Tha Suraj

Teri Marzi Na De Sabaat Mujhe

abroo-shah-mubarak

Jal Mein Jis Ke Shauq Aai Hai

Jaane Kya Baat Hai Manus Bahut Lagta Hai

poet

Khota Hi Nahin Hai Hawas-E-Matam-O-Malbas

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet