• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jis Ne Bhi dastan Likhi Hogi

Jis Ne Bhi dastan Likhi Hogi

shaista-yusuf

jis ne bhi dastan likhi hogi

kuchh to sachchai bhi rahi hogi

kyuun mire dard ko yaqin hai bahut

teri ankhon men bhi nami hogi

kya karun dusre janam ka main

zindagi kal bhi ajnabi hogi

kitni andhi hai aarzu meri

kya kabhi is men raushni hogi

qaid se ho chuki huun phir azad

jaane kis ne gavahi di hogi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hawa Mein uDta Koi KHanjar Jata Hai

Wo Ek Jhalak Dikha Ke Jidhar Se Nikal Gaya

Hawadis Par Na Ai Nadan Nazar Kar

ishrat-afreen

Ye Jang Wo Hai Ki Ab Khud Bhi Haarna Chahun

Sufi

Jaan-e-Man Be-Rukh-e-Tu Jaanam Sokht

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet