• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jis Din Se Hum Junun Ke Hain Daman Lage Hue

Jis Din Se Hum Junun Ke Hain Daman Lage Hue

poet

jis din se ham junun ke hain daman lage hue

daman ki ja yahan hain gareban lage hue

allah re qaid-ḳhana-e-hasti ki dam ke saath

har ik qadam pe lakhon hain zindan lage hue

roya main dekh marqad-e-majnun ko dhaaḌ maar

the ja-e-gul daraḳht-e-mughilan lage hue

baare chhuTe asir-e-bala us gali men aaj

hain tud-ha-e-ganj-e-shahidan lage hue

yaran-e-pesh-rau zara Thahro ki jyuun jaras

ham pichhe pichhe aate hain nalan lage hue

rakh soch kar qadam miri vaadi men gard-e-bad

paanv se apne hain ye bayaban lage hue

koi to mere naseh-e-dana se ye kaho

dil chhuTte hain baton men nadan lage hue

kya din the vo bhi ‘lutf’ ki rahte the misl-e-zulf

kanon se us ke ham se pareshan lage hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bedam Shah Warsi

Sine Mein dil Hai dil Mein dagh dagh Mein Soz-O-Saz-e-Ishq

poet

Sirat Achchhi Hai Teri Yar Jamal Achchha Hai

poet

Shikayat Ke Ewaz Hum Shukr Karte Hain Sanam Tere

adil-mansuri

Chand Ke Pet Mein Hamal Machhli

abrar-ahmad

Qisse Se Tere Meri Kahani Se Ziyaada

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet