• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jine Wala Ye Samajhta Nahin Saudai Hai

Jine Wala Ye Samajhta Nahin Saudai Hai

jiine vaala ye samajhta nahin sauda.i hai

zindagi maut ko bhi saath laga laa.i hai

ye bhi mushtaq-ada vo bhi tamanna.i hai

khinch ke duniya tire kuche men chali aa.i hai

khul ga.e naza.a men asrar-e-tilism-e-hasti

ziist kahte hain jise maut ki angḌa.i hai

kah ga.e ahl-e-chaman ye tire divanon se

hosh men aao zamane men bahar aa.i hai

main kisi roz dikha.un dil-e-sad-chak-ada

tujh ko malum to ho kya tiri angḌa.i hai

DhunDhti kyuun na rahe us ko abad tak duniya

jis ne chhupne ki azal hi men qasam khaa.i hai

phuuT kar paanv ke chhale mire laa.e ye rang

baagh to baagh hai sahra men bahar aa.i hai

jalva-e-roz-e-azal ne mujhe bechain kiya

pahli duniya men ye pahli tiri angḌa.i hai

jis ki sehat ke liye aap dua.en mangen

aise bimar ko bhi maut kahin aa.i hai

tegh-e-qatil ko pas-e-qatl nadamat hogi

dam se ‘bismil’ hi ke ye ma.arka-ara.i hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHak Ho Kar Bhi Kab miTunga Main

poet

Jo Tere Dar Pe Meri Jaan Aaya

insha-allah-khan-insha

Jo Hath Apne Sabze Ka Ghoda Laga

poet

Dil Ke Har Juzw Mein Judai Hai

qateel-shifai

Haalat Ki Bhigi Raat Bhi Hai Jazbaat Ka Tez Alaw Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet