• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jin Se uThta Nahin Kali Ka Bojh

Jin Se uThta Nahin Kali Ka Bojh

jin se uThta nahin kali ka bojh

un ke kandhon pe zindagi ka bojh

vaqt jab haath men nahin rahta

kis liye haath par ghaḌi ka bojh

byaah ke vaqt ki koi photo

gahnon ke bojh par hansi ka bojh

sar pe yadon ki Tokari rakh li

kam na hone diya kami ka bojh

minnaten kyon kare ḳhuda se ab

aadmi banTe aadmi ka bojh

zabt ka bandh TuuT jaane do

kam karo aankh se nami ka bojh

hijr tha ek hi ghaḌi ka par

dil se utra na us ghaḌi ka bojh

ham ko aise ḳhuda qubul nahin

jin se uThta nahin ḳhudi ka bojh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tere Kuche Ka Rahnuma Chahta Hun

Pichhli Rafaqaton Ka Na Itna Malal Kar

Bahut Girya Karogi Jaante Hain

abdul-hamid-adam

Ai Gadagar Khuda Ka Nam Na Le

Ho Chuke Gum Sare KHadd-O-Khaal Manzar Aur Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet