• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / aaKHir Tumhaare Ishq Mein Barbaad Ho Sake

aaKHir Tumhaare Ishq Mein Barbaad Ho Sake

aḳhir tumhare ishq men barbad ho sake

guzre kahan kahan se to shahzad ho sake

basti ko apni chhoḌ ke aaya hai ik faqir

ḳhvahish ki tere jism men abad ho sake

muddat se apni yaad bhi aati nahin hamen

tum jis ko yaad ho use kya yaad ho sake

honTon pe honT rakh de ki main raakh ho sakun

meri na.e sire se phir ijad ho sake

par phaḌphaḌa raha hai parinda badan men qaid

is pinjre ko khol ki azad ho sake

fahrist le ke aa.e hain ashiq tire sabhi

ai kaash mere naam pe hi saad ho sake

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-ali-barqi-azmi

Ru-e-Zeba Ko dikhate Hain Chale Jate Hain

Na Sail-E-Rang Na Sayyara Mahtab Mera

Didani Hai Hamari Zebai

sahir-ludhianvi

Fan Jo Nadar Tak Nahin Pahuncha

Rasm-E-Duniya Jaan Kar Hargiz Na Yarana Karo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet