• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jidhar Nazren Uthaen Tirgi Hai

Jidhar Nazren Uthaen Tirgi Hai

parveen-fana-syed

jidhar nazren uthaen tirgi hai

hamari zindagi kya zindagi hai

ye manzil hai to ai ashab-e-manzil

ye meri ruuh men kya tishnagi hai

ye gham ki intiha hai ya vafa ki

nazar men pyaas honton par hansi hai

ye dil men dard chamka ya koi yaad

ye kaisi aag ki si raushni hai

khirad ki intiha mujh se na puchho

jab us ki ibtida divangi hai

use khatra hai sirf ik fasl-e-gul ka

khizan ko kis qadar asudgi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rag-E-Ehsas Mein Nashtar TuTa

KHalwat-E-Zat Hai Aur Anjuman-Arai Hai

poet

Duniya Apni Manzil Pahunchi Tum Ghar Mein Bezar paDe

Aansu Apni Chashm-E-Tar Se Niklen To

Mujhko Saza-E-Maut Ka Dhoka Diya Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet