• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / jhuTi KHabren ghaDne Wale jhuTe Sher Sunane Wale

jhuTi KHabren ghaDne Wale jhuTe Sher Sunane Wale

jhuTi ḳhabren ghaḌne vaale jhuTe sher sunane vaale

logo sabr ki apne kiye ki jald saza hain paane vaale

dard ankhon se bahta hai aur chehra sab kuchh kahta hai

ye mat likkho vo mat likkho aa.e baḌe samjhane vaale

ḳhud kaTenge apni mushkil ḳhud pa.enge apni manzil

rahzanon se bhi bad-tar hain rah-numa kahlane vaale

un se pyaar kiya hai ham ne un ki raah men ham baiThe hain

na-mumkin hai jin ka milna aur nahin jo aane vaale

un par bhi hansti thi duniya avazen kasti thi duniya

‘jalib’ apni hi surat the ishq men jaan se jaane vaale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kya Kahen Yaro Kya Kya Hum Par Ishq KHarabi Laya Hai

Hayat Waqf-E-Gham-E-Rozgar Kyun Karte

Maslahat-Kosh Na the KHwab Jalane Se Rahe

gulzar

Ek Khwab

poet

Hasr-Afrin Hai Kucha-E-Jaanana Aaj-Kal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet