• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jhilmilate Hue din-Raat Hamare Le Kar

Jhilmilate Hue din-Raat Hamare Le Kar

aalok-shrivastav

jhilmilate hue din-rat hamare le kar

kaun aaya hai hatheli pe sitare le kar

ham use ankhon ki dehri nahin chadhne dete

niind aati na agar khvab tumhare le kar

raat laai hai sitaron se saji qindilen

sar-nigun din hai dhanak vaale nazare le kar

ek ummid badi duur talak jaati hai

teri avaz ke khamosh ishare le kar

raat shabnam se bhigo deti hai chehra chehra

din chala aata hai ankhon men sharare le kar

ek din us ne mujhe paak nazar se chuma

umr-bhar chalna pada mujh ko sahare le kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Chand Tanha Hai Kahkashan Tanha

Har Kisi Ke Liye Dua Karna

poet

Kabhi Ai Ashk-E-Tar Aankhon Se Dhal paD

Dilon Mein Aag Lagao Nawa-Kashi Hi Karo

nazeer-akbarabadi

Ai dil Apni Tu Chah Par Mat Phul

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet