• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jawab Manga to ulTa Sawal Karne Lage

Jawab Manga to ulTa Sawal Karne Lage

javab manga to ulTa saval karne lage

hamare ahd ke bachche kamal karne lage

baḌe buzurg parindon se pyaar karte the

so ham bhi sabz ruton ka ḳhayal karne lage

jo zard-ru hain vo phulon ko dekh kar apne

tamanche maar ke ruḳhsar laal karne lage

dimagh Thiik hai lekin ye dil vabali hai

na jaane kaun ghaḌi kya vabal karne lage

main ḳhush hua tha use dekh kar magar ‘azbar’

darun-e-dil koi purze malal karne lage

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kuchh Bhi Kar Pae Na Hum Hijr Ki Hairani Mein

Jab Shab-E-Furqat Ki Tariki Se Ghabraata Hun Main

Rau bhaTakne Lage Jab KHayalat Ki

baiTha Hun Dil Mein Yar Ko Mehman Kiye Hue

poet

Meri shanaKHt Ke Har Naqsh Ko miTata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet