• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham-Ha-E-Mohabbat Ka Asar Dekh Raha Hun

Gham-Ha-E-Mohabbat Ka Asar Dekh Raha Hun

gham-ha-e-mohabbat ka asar dekh raha huun

bikhre hue daman pe guhar dekh raha huun

ai husn-e-ruḳh-e-yar jidhar dekh raha huun

ik hasb-e-taḳhayyul o nazar dekh raha huun

ik nuur ki duniya hai miri shauq ki manzil

har zarre ko ḳhurshid-e-nazar dekh raha huun

tum aur abhi husn ke pardon ko uThao

main aaj had-e-tab-e-nazar dekh raha huun

har aah sharar-ḳhez hai murghan-e-qafas ki

daman-e-fughan sho.ala-asar dekh raha huun

yuun kakul-o-ruḳh apne tasavvur men hain ‘jumbish’

ik marhala-e-sham-o-sahar dekh raha huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pala Hun Nafrat Ki Aandhiyon Mein Magar Mohabbat Se Munh Na moDun

ismail-merathi

Hamari Gay

ismail-merathi

Apne Hi dil Apnon Ka dukhate Hain Bahut

poet

Wahi Raha Dil-E-Gham-Ghin Kisi Se Kuchh Na Hua

Be-Dilon Ki Aabru Rah Jaegi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet