• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jangal Ki Tarah Phaila Hua Dar sameT Kar

Jangal Ki Tarah Phaila Hua Dar sameT Kar

jangal ki tarah phaila hua Dar sameT kar

main jaana chahta huun kahin ghar sameT kar

duniya sameTne ke talabgar hain bahut

rakkha hai main ne ḳhud ko bhi aksar sameT kar

ji chahta hai rakh duun kisi roz aag par

gham-ha-e-rozgar ka daftar sameT kar

kaaTi hai raat ham ne andheron ke darmiyan

ankhon men apni sub.h ka manzar sameT kar

jite-ji koi Daal gaya mere sar pe ḳhaak

apna.iyat ki reshmi chadar sameT kar

‘ma.asum’ asmanon ki rakhte the jo ḳhabar

vo rauzanon men baiTh ga.e par sameT kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

dosti Chah dili Mehr-O-Mohabbat Guzri

poet

Idhar Mail Kahan Wo Mah-Jabin Hai

Mujhe Sambhaal Mera Hath Tham Kar Le Ja

abrar-kiratpuri

Nai Hawa Mein Koi Rang-e-Kaenat Mein Gum

Be-Mausam Ki Baaten Karne Wale Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet