• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Jangal Ki Aag

Jangal Ki Aag

ahmad-nadeem-qasmi

aag jangal men lagi thi lekin

bastiyon men bhi dhuan ja pahuncha

ek udti hui chingari ka

saaya phaila to kahan ja pahuncha

tang galiyon men umadte hue log

go bacha laae hain janen apni

apne sar par hain janaze apne

apne hathon men zabanen apni

aag jab tak na bujhe jangal ki

bastiyon tak koi jaata hi nahin

husn-e-ashjar ke matvalon ko

husn-e-insan nazar aata hi nahin

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aab Ki Tasir Mein Hun Pyas Ki Shiddat Mein Hun

Ye Jo Mujh Par Nikhaar Hai Sain

abbas-tabish

Ye Ajab Saat-e-Rukhsat Hai Ki dar Lagta Hai

shah-naseer

Kyun Na Kahen Bashar Ko Hum Aatish-O-Ab O Khak-O-Baad

Kya Zaruri Hai Ab Ye Batana Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet