• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Achchha Hua Ki Ishq Mein Barbaad Ho Gae

Achchha Hua Ki Ishq Mein Barbaad Ho Gae

achchha hua ki ishq men barbad ho ga.e

majburiyon ki qaid se azad ho ga.e

kab tak fareb khate rahen qaid men rahen

ye soch kar asiir se sayyad ho ga.e

is kaifiyat ka naam hai kya sochte hain ham

aur doston ki zid hai ki farhad ho ga.e

milne ka man nahin to bahana naya tarash

ab to mukalme bhi tire yaad ho ga.e

bezar bad-mizaj ana-dar bad-lihaz

aise nahin the jaise tere ba.ad ho ga.e

‘sani’ faqat tumhara likha jin ḳhutut par

vo to kabhi ke za.ed-ul-mi.ad ho ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Masafaton Mein Dhup Aur Chhanw Ka Sawal Kya

Bani Hui Hain Mere Dil Ki Tarjuman Aankhen

poet

Sar-E-Taslim KHam Karna paDa Taqsir Se Pahle

poet

Jab Kisi Ne Aan Kar Dil Se Mere purKHash Ki

poet

Un Ko Maine Apna Kaha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet