• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Janam-Kade Mein Na-Jaez Aankhen

Janam-Kade Mein Na-Jaez Aankhen

poet

main tedhi pasli ka gustakh janam huun

jis ke halqon men bad-tahzib chikhon ka hujum

baghair ittilaa diye

naqqara-e-be-aman ka raag alapta hai

phunkta hai aankh aankh men

dhuan adh-jale taalluqat ka

mujhe pathrile ehsas ke panghodon men khilaya gaya

sikhai gai be-tartib zindagi ki bandar-bant

qallash logon ke darmiyan

phenka gaya be-dhyani se

kaun jaane

zindagi ki utha-patakh main kitne abgine chakna-chur hue

kis ne maqruz dastaron pe utha rakha hai

pairon men rondi hui

jannat ka azaab

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Hui Humse Shab Basar Na Hui

KHud Lafz Pas-E-Lafz Kabhi Dekh Sake Bhi

Koi Ummid Na Bar Aai Shakebai Ki

Tumhein Koi KHabar Hai Na Pata Hai

Sufi

Na-didam Az Jahan Az Kis Wafae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet