• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaise Khushiyon Mein Gham Nahin Hote

Jaise Khushiyon Mein Gham Nahin Hote

farah-iqbal

jaise khushiyon men gham nahin hote

aag paani baham nahin hote

muddaton ham qarib rahte hain

fasle phir bhi kam nahin hote

zindagi bhar ke saath men aksar

ham-safar ham-qadam nahin hote

sanehe dil pe jo guzarte hain

sab ke sab to raqam nahin hote

puuja hoti hai zindagi bhar ki

chaar din ke sanam nahin hote

jo kabhi mujh pe doston ke the

ab vo lutf-o-karam nahin hote

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bedam Shah Warsi

Mujhe Jalwon Ki Uske Tamiz Ho Kya Mere Hosh-O-Hawas Baja Hi Nahin

Sufi

Makan Chhod Kar La-Makan dekhte Hain

ahmad-nadeem-qasmi

Hum din Ke Payami Hain Magar Kushta-E-Shab Hain

MAHMUD SHABISTARI

Sawal – Che Khwahad Mard Mani Jaan Ibarat

poet

Kisi Ki Sans Ukhadti Ja Rahi Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet