• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaise KHushbu Ko Saliqe Se Saba Le Jae

Jaise KHushbu Ko Saliqe Se Saba Le Jae

jaise ḳhushbu ko saliqe se saba le jaa.e

koi aise hi mujhe mujh se chhuḌa le jaa.e

marhala-var bikharti hi ga.i huun ḳhud men

ab jidhar chahe hava mujh ko uḌa le jaa.e

jazbiyyat hai baḌi raunaq-e-duniya tujh men

ik ghazal aa.e mujhe sab se bacha le jaa.e

haa.e vo garmi-e-bazar-e-tamanna ki mujhe

har talab ḳhvab ke naake pe biTha le jaa.e

ab vo chehra na ḳhadd-o-ḳhal hain baaqi mere

koi tasvir se sab rang chura le jaa.e

roz aata hai miri ḳhalvat jaan men koi

yaad ki bhiiḌ men chupke se uTha le jaa.e

husn marhun-e-tamasha-e-tamanna us ka

jo ki hathon se mire rang-e-hina le jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Us Se Mera to Koi Dur Ka Rishta Bhi Nahin

Junun KHatm Hua Etidal Rah Gaya Hai

Chashm-E-Nam Se Dekhta Hai Kyon Meri Chashm-E-Pur-Ab

Sufi

Aur Kis Ka Ghar Kushada Hai Kahan Thahregi Raat

ada-jafarey

Kanta Sa Jo Chubha Tha Wo Lau de Gaya Hai Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet