• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chand Taron Ne Bhi Jab raKHt-E-Safar Khola Hai

Chand Taron Ne Bhi Jab raKHt-E-Safar Khola Hai

poet

chand taron ne bhi jab raḳht-e-safar khola hai

ham ne har sub.h ik ummid pe dar khola hai

main bhaTakta raha saḌkon pe tiri basti men

kab kisi ne meri ḳhatir koi ghar khola hai

ho ga.i aur bhi rangin tiri yadon ki bahar

khilte phulon ne mira zaḳhm-e-jigar khola hai

un ki palkon se gire TuuT ke kuchh taj-mahal

niind se chaunk ke jab dida-e-tar khola hai

yaar mera to muqaddar hai vo chadar jis ne

paanv khole hain kabhi aur kabhi sar khola hai

raat bhari kaTi shayad ga.e din lauT aa.e

shams’ ne parcham-e-ummid-e-sahar khola hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Aaine Mein Jawani Talash Karte Rahe

poet

Ishq Ki Mere Jo Shohrat Ho Gai

Aankh Ko jakDe the Kal KHwab Azabon Ke

jaun-eliya

Taaqub

Hai Kya Khizan Mein Mumkin Sahra Mein Bagh Nikle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet