• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum dhundte Hain Bagh Mein Is Gul-Ezar Ko

Hum dhundte Hain Bagh Mein Is Gul-Ezar Ko

poet

ham dhundte hain baagh men is gul-ezar ko

jalva ne jis ke rang diya hai bahar ko

tum jaate ho to jaao khuda ke liye magar

le jaao apne saath na sabr-o-qarar ko

ham husn-e-itiqad se samjhe chadhae phuul

gul kar diya jo us ne charagh-e-mazar ko

di kis ne is ko ja ke naved-e-qudum-e-yar

hai nagavar baagh se jaana bahar ko

us but men nur-e-qudrat-e-khaliq hai mustatar

patthar ne kya chhupaya hai dil men sharar ko

‘mushtaq’ gham ko paas na aane de zinhar

khush khush guzar zindagi-e-mustaar ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Kab Thahrega dard Ai dil Kab Raat Basar Hogi

Dasht-O-Dariya Ke Ye Us Par Kahan Tak Jati

Yan Hosh Se Be-Zar Hua Bhi Nahin Jata

Tha Mera Sab Par Bacha Kuchh Bhi Nahin

Lutf Hi Lutf Hai Jo Kuchh Hai Inayat Ke Siwa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet