• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Tarah TuT Kar Gira Pani

Is Tarah TuT Kar Gira Pani

is tarah TuuT kar gira paani

badalon men nahin bacha paani

ghar banaya to tha bulandi par

phir bhi angan men bhar gaya paani

laḌ-jhagaḌ kar kabhi to aag bana

aur kabhi barf ban gaya gaya paani

mujh ko apne hi shahr ka yaaro

raas aaya nahin hava paani

log divana-var TuuT paḌe

muddaton ba.ad jab mila paani

haath thame hue havaon ka

raste men hamen mila paani

ek bhi buund khet ko na mili

sab havaon ne pi liya paani

le ke chullu men main ne phenk diya

munh mira dekhta raha paani

muddaton se main tishna-lab tha ‘zafar’

phir bhi sab ko pila diya paani

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-faraz

Agarche Zor Hawaon Ne dal Rakkha Hai

dagh-dehlvi

Idhar dekh Lena Udhar dekh Lena

abroo-shah-mubarak

Aaya Hai Subh Nind Sun Uth Rasmasa Hua

parveen-shakir

Zud-Pashiman

Yahan Pe Jo Hai Wo Mazhab-Shikar Hai Han Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet