• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jahan Se Ab Guzarna Chahte Hain

Jahan Se Ab Guzarna Chahte Hain

jahan se ab guzarna chahte hain

ki ham jannat men rahna chahte hain

tavajjoh aap farma.en agar to

kuchh ham bhi arz karna chahte hain

zara tegh-e-nigah ko tez kiije

ki ham bhi kuchh taḌapna chahte hain

chhupa rakkhi jo hai vo jaam de de

vahi pi kar bahakna chahte hain

maza ashiq ko is men bhi hai milta

jafa.en teri sahna chahte hain

hue hain tang is duniya se aise

bila-taḳhir marna chahte hain

varaq ‘ḳhushtar’ kitab-e-zindagi ka

koi taaza ulaTna chahte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zafar-iqbal

Humne Aawaz Na di Barg O Nawa Hote Hue

Ye to Sach Hai Ki Safi Ki Nahin Niyyat Achchhi

Dam-E-Raftar-E-Jaanan Ye Sada-E-Naz Aati Hai

Zindagi Hai muKHtasar Aahista Chal

Ghaza to Tera Utar Gaya Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet