• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Ke Bab Mein Kirdar Hun Diwane Ka

Ishq Ke Bab Mein Kirdar Hun Diwane Ka

ishq ke baab men kirdar huun divane ka

main na aghaz na anjam huun afsane ka

kuchh nahin naqd-e-junun apna ba-juz dagh-e-alam

yuun to har zarra guhar-tab tha virane ka

husn bhi kahte hain tanvir-e-nazar ko kuchh log

sham.a bhi naam hai us bazm men parvane ka

shukr hai teri talab juzv-e-alam hai varna

mujh men tha hausla jiine ka na mar jaane ka

chahe jitna bhi tujhe dekh ke masrur ho dil

tu hi unvan hai gham-e-zist ke afsane ka

mushkil-e-ishq ko asan karo tum hi ‘na.im’

e.atibar is men hai apne ka na begane ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Apne Shahr Mein Apna Hi Chehra Kho baiTha

maKHfi Hain Abhi Dirham-O-Dinar Hamare

ajiz-kamaal-rana

Aaya Hun Tere Khwab Kinare Pe Laga Kar

siraj-aurangabadi

Gham-E-Ahista-Rau Yan Rafta Rafta

Hasraton Ko Na Zehn Ruswa Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet