• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jahan-e-Reg Tera Aab dekhne Ke Liye

Jahan-e-Reg Tera Aab dekhne Ke Liye

akhtar-azmi

jahan-e-reg tira aab dekhne ke liye

mili hai aankh mujhe ḳhvab dekhne ke liye

gahan laga de agar zulf se tu chehre par

main aankh phoḌ luun mahtab dekhne ke liye

ye kya sitam hai ki aata huun ek sahra se

zara si ghaas ko shadab dekhne ke liye

uThe the shauq se apna hi chain kho baiThe

vo mere haal ko betab dekhne ke liye

lahu kiya hai jo paani to ab falah miri

chali hai jhuum ke talab dekhne ke liye

zara sa aur Thahar ja to par lagega tira

to ham bhi aenge surḳhab dekhne ke liye

pakaḌ men aa gaya ehsas chhup ke aaya tha

ghamon ki jhiil men sailab dekhne ke liye

tujhe parakh hi nahin hai main ek ‘aḳhtar’ huun

to phir taras tu mira ḳhvab dekhne ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Waqt Kya Shai Hai Pata Aap Hi Chal Jaega

Humse Ulfat Jatai Jati Hai

Rah Se Mujhko haTa Kar Le Gaya

Sirf Aankhen Thin Abhi Un Mein Ishaare Nahin The

Bikegi Uski Hi Dastar Tai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet