Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
abdur-rauf-urooj

Jada-e-Mai Pe Guzar Khwabon Ka

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Abdur Rauf Urooj
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

jada-e-mai pe guzar khvabon ka

mud gaya sail kidhar khvabon ka

zindagi azmat-e-hazir ke baghair

ik tasalsul hai magar khvabon ka

zulmaten vahshat-e-farda se nidhal

dhundhti phirti hain ghar khvabon ka

qarya-e-mah se us basti tak

roz hota hai guzar khvabon ka

sub.h-e-nauroz bhi dilkash hai ‘uruj’

is qadar ranj na kar khvabon ka

More Poems

Zohra Suhail Shams Khur Badr Baha Tu Kaun Hai

Fikr-E-Manzil Hai Na Hosh-E-Jada-E-Manzil Mujhe

Yusuf-E-Husn Ka Husn Aap Kharidar Raha

dekhna Bhi To Unhen dur Se dekha Karna

Har Kas Ke Na-darad Ba Jahan Mehr-e-Tu dar dil

Nind

Barf Ki Murti

Wamandagi-E-Shauq

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.