• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jabki Ghusse Ke Bich Aate Ho

Jabki Ghusse Ke Bich Aate Ho

poet

jabki ghusse ke biich aate ho

laakh laakh ek ki sunate ho

kaise har khaae se bane piyare

baat karte hi kaat khate ho

udti chidiya ko ham parakhte hain

kase baton men tum udate ho

kaho mujh se bhi chal sakoge kya

baitho ji baten kya banate ho

jas na tis par na dekh dah padna

bhale matvale madh ke maate ho

jab main dekhun huun aankh bhar ke tumhen

badal ankhen mujhe dhirate ho

kya tumhari gadhi churai main

galiyan de jo munh churate ho

jab na tab uth ke ‘azfari’ ka gala

daab dhamkate aur darate ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chehron Mein Nazar Aaen Aankhon Mein Utar Jaen

poet

Pahuncha Hai Aaj Qais Ka Yan Silsila Mujhe

Jism Ke Martaban Se Aage

Tumne Puchha Hai to Ahwal Bata Dete Hain

Ab Se Pahle Wo Meri Zat Pe Tari to Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet