• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jabin Par Khak Hai Ye Kis Ke dar Ki

Jabin Par Khak Hai Ye Kis Ke dar Ki

mubarak-azimabadi

jabin par khaak hai ye kis ke dar ki

balaen le raha huun apne sar ki

ubhar aai hain phir choten jigar ki

salamat barchhiyan tirchhi nazar ki

qayamat ki haqiqat janta huun

ye ik thokar hai mere fitnagar ki

kiya majbur ain-e-vafa ne

na karni thi vafa tum se magar ki

na manoge na manoge hamari

udhar ho jaegi duniya idhar ki

hui an-ban kisi se mujh pe barse

balaen mere sar dushman ke sar ki

na tere husn-e-be-parva ki ghayat

na koi had mire zauq-e-nazar ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Junun Hi Sahi Pura Magar Arman Kar Do

abhay-kumar-bebak

Mera diya Hai Muqabil Charagh-e-Shahi Ke

Puchha Ki Wajh-E-Zindagi Bole Ki Dildari Meri

Kaam Aaegi Teri Khoj Mein Zulmat Aisi

akhtar-husain-jafri

Sab Khayal Uske Liye Hain Sab Sawal Uske Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet