• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Tak Talluqat Hamare Bane Rahe

Jab Tak Talluqat Hamare Bane Rahe

jab tak ta.alluqat hamare bane rahe

ham ek dusre ke sahare bane rahe

jab tak khile hue the dilon men gharaz ke phuul

tum bhi hamare ham bhi tumhare bane rahe

ḳhvahish ke or chhor se vaqif the ham magar

dariya ke ar-par kinare bane rahe

arman hanpte rahe do khiḌkiyon ke beach

ankhon ke darmiyan ishare bane rahe

ḳhushbu bikherti rahi bistar pe chandni

jazbat saari raat sharare bane rahe

‘parvez’ jab talak tha mohabbat pe iḳhtiyar

ham bhi tumhare tum bhi hamare bane rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

noshi-gilani

Har Jaanib Virani Bhi Ho Sakti Hai

poet

dekhiyo Uski Zara Aankh dikhane Ka Maza

adil-mansuri

Hua Khatm dariya To Sahra Laga

poet

Sahar-O-Sham Mein Tanzim Kahan Hoti Hai

Koi Wazifa Mujhe Bhi Bata Mere Darwesh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet