• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Tak Mere honTon Pe Tera Nam Rahega

Jab Tak Mere honTon Pe Tera Nam Rahega

poet

jab tak mire honTon pe tira naam rahega

dil be-ḳhabar-e-gardish-e-ayyam rahega

miT ja.ega har naqsh-e-ḳhayal-e-gham-e-hasti

lekin varaq-e-dil pe tira naam rahega

kyuun Dar hai gunahon ke sabab hashr ke din se

ham jante hain un ka karam aam rahega

paigham to a.enge bahut dair-o-haram se

lekin tiri chaukhaT se mujhe kaam rahega

mai-ḳhana salamat hai agar teri nazar ka

labrez ma-e-ishq se har jaam rahega

daman hai agar tera mire dast-e-talab men

aghaz se behtar mira anjam rahega

ja.egi na dil se tire aariz ki mohabbat

zulfon ka tasavvur mujhe har shaam rahega

ankhen hi nahin teri ‘fana’ diid ke qabil

tu jalva-gah-e-yar men nakam rahega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chaal Ek Aisi Chali Har shaKHs Sidha Ho Gaya

Ghair-Abaad Ilaqe Ki Faza Kaisi Hai

Udas Aankhen Ghazal Aankhen

Gul Bhi Manind-E-Khaar Hain Ab To

abdul-hamid-adam

Tauba Ka Takalluf Kaun Kare Haalat Ki Niyyat Thik Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet