• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Jaane Wo Kaise Log The Jinko Pyar Se Pyar Mila

Jaane Wo Kaise Log The Jinko Pyar Se Pyar Mila

sahir-ludhianvi

jaane vo kaise log the jin ko pyaar se pyaar mila

ham ne to jab kaliyan mangin kanton ka haar mila

khushiyon ki manzil dhundi to gham ki gard mili

chahat ke naghme chahe to ah-e-sard mili

dil ke bojh ko duuna kar gaya jo gham-khvar mila

bichhad gaya har sathi de kar pal-do-pal ka saath

kis ko fursat hai jo thame divanon ka haath

ham ko apna saaya tak aksar bezar mila

is ko hi jiina kahte hain to yuun hi ji lenge

uf na karenge lab si lenge aansu pi lenge

gham se ab ghabrana kaisa gham sau baar mila

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nazeer-akbarabadi

Holi

Hai Gali Sunsan khiDki Band Rakh

poet

Is Tawaqqo Pe Ki dekhun Kabhi Aate Jate

Tazkire Fahm O KHirad Ke to Yahan Hote Hain

sahir-ludhianvi

Main Har Ek Pal Ka Shair Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet