• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Subh Ki dahliz Pe Bazar Lagega

Jab Subh Ki dahliz Pe Bazar Lagega

akbar-hyderabadi

jab sub.h ki dahliz pe bazar lagega

har manzar-e-shab ḳhvab ki divar lagega

pal bhar men bikhar jaenge yadon ke zaḳhire

jab zehn pe ik sang-e-giran-bar lagega

gundhe hain nai shab ne sitaron ke nae haar

kab ghar mira aina-e-anvar lagega

gar sail-e-ḳhurafat men bah jaaen ye ankhen

har harf-e-yaqin kalma-e-inkar lagega

halat na badle to tamanna ki zamin par

TuuTi hui ummidon ka ambar lagega

khilte rahe gar phuul lahu men yunhi ‘akbar’

har fasl men dil apna saman-zar lagega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Siyah-KHana-E-Dil Par Nazar Bhi Karta Hai

Main Apne-Ap Se Barham Tha Wo KHafa Mujhse

poet

Kya Hain Shaida-E-Qadd-E-Yar darakht

Zom Na Kijo Shama-Ru Bazm Ke Soz O Saz Par

Faiz Pahunche Hain Jo Bahaaron Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet