• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Se Mere dil Mein Aa Kar Ishq Ka Thana Hua

Jab Se Mere dil Mein Aa Kar Ishq Ka Thana Hua

asif-ud-daula

jab se mere dil men aa kar ishq ka thana hua

hosh-o-sabr-o-aql-o-din kya sab se begana hua

dil hamara khana-e-allah gar mashhur tha

so buton ke ishq men ab ye bhi but-khana hua

qissa-e-farhad-o-majnun raat din padhte the ham

so to vo maazi pada ab apna afsana hua

raat din ye soch rahta hai mire dal ke taiin

ai khuda yaan se vo ja kar kis ka ham khana hua

kya haqiqat puchhta hai meri tanhai ki tu

jab ki mere paas se pyare tira jaana hua

bhuuk pyaas aur niind sab jaati rahi ai jan-e-man

balki in logon men main mashhur divana hua

shaikh ji aaya na vaade par to ab ‘asif’ ka yaar

tum to khush hoge tumhara hi jo farmana hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nazeer-akbarabadi

Hon Kyun Na Buton Ki Hum Ko dil Se Chahen

poet

Kisi Ka KHiram-E-Jawan Dekhta Hun

Main Pichhli Raat Kya Jaane Kahan Tha

Ho Gae Din Jinhen Bhulae Hue

poet

Tere Diwane Izhaar-E-Mohabbat Kar Nahin Sakte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet