• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Na Gumbad Na Sada Raqs Mein Ho

Jab Na Gumbad Na Sada Raqs Mein Ho

jab na gumbad na sada raqs men ho

kya na ho raqs men kya raqs men ho

aks ho apni dhamalen oḌhe

aa.ina apni jagah raqs men ho

taliyan piiT rahe hon patte

aur peḌon pe hava raqs men ho

Dubne vaale hon sahil sahil

mauj-dar-mauj ghaḌa raqs men ho

rat-bhar ayaten gaate rahiye

kya ḳhabar koi dua raqs men ho

kya ḳhabar raqs men ho qibla-e-jan

dam-ba-dam sajda ada raqs men ho

ek darvesh paḌhe jaa.e ghazal

ek darvesh sada raqs men ho

raqs men lamha vo kab aata hai

paanv sakit hon faza raqs men ho

aag si shai ho koi rag rag men

ek ik ang mira raqs men ho

saaya kab TuuT ke yuun nachta tha

aaj mumkin hai diya raqs men ho

TuuT bhi ja.un pata bhi na chale

kam se kam itna nasha raqs men ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tir-E-Nazar Se Chhid Ke dil-Afgar Hi Raha

Hafiz Shirazi

Har Kas Ke Na-darad Ba Jahan Mehr-e-Tu dar dil

poet

Yar Ye Ittifaq to Dekho

Wo Naznin Ye Nazakat Mein Kuchh Yagana Hua

Chain Milta Nahin Ghar Mein Bhi Qayamat Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet