• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Na Aane Ki Qasam Aapne Kha Rakkhi Thi

Jab Na Aane Ki Qasam Aapne Kha Rakkhi Thi

jab na aane ki qasam aap ne kha rakkhi thi

main ne phir kis ke liye sham.a jala rakkhi thi

rakh diya un ko bhi jholi men sitamgaron ki

main ne jin hathon se buniyad-e-vafa rakkhi thi

janta kaun bhala kaise kisi ke halat

vaqt ne biich men divar uTha rakkhi thi

is liye chal na saka koi bhi ḳhanjar mujh par

meri shah-rag pe miri maan ki dua rakkhi thi

kis liye mujh ko na suuli pe chaḌhaya jaata

munsifon ne ye mire sach ki saza rakkhi thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lafz Ho Pai Nahin Phir Bhi Maani Mein Hun Main

akhtar-azad-1

duniya Tujhe Chahe Kuchh Bhi Kahe Hum Jaan-e-Tamanna Kahte Hain

KHamushi Rakkhi to Chahat baDh Gai

Chandni Ka Hai Badan Ya Hai Badan Mein Chandni

bhartendu-harishchandra

But-E-Kafir Jo Tu Mujhse Khafa Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet