• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab KHabar Hi Na Koi Mausam-E-Gul Ki Aai

Jab KHabar Hi Na Koi Mausam-E-Gul Ki Aai

jab ḳhabar hi na koi mausam-e-gul ki aa.i

kaghzi phuul pe kuchh soch ke titli aa.i

sabz patton ne bhi shaḳhon se baghavat kar di

aaj is shahr men kis zor ki andhi aa.i

ab ye basti hui divaron ki kasrat ka shikar

ab yahan rahne men be-tarah ḳharabi aa.i

qahqaha shab ne lagaya hai baḌe tanz ke saath

sub.h jab apni riha.i pe bhi roti aa.i

aankh ik abr ke TukḌe ko taras jaati thi

barishon se jahan ab itni tabahi aa.i

rat-bhar sub.h ki ummid pe zinda tha mariz

sub.h hote hi use aḳhiri hichki aa.i

mar gaya habs ki basti men junhi koi ‘nasim’

nauha-ḳhvani ko vahan taaza hava bhi aa.ijab ḳhabar hi na koi mausam-e-gul ki aa.i

kaghzi phuul pe kuchh soch ke titli aa.i

sabz patton ne bhi shaḳhon se baghavat kar di

aaj is shahr men kis zor ki andhi aa.i

ab ye basti hui divaron ki kasrat ka shikar

ab yahan rahne men be-tarah ḳharabi aa.i

qahqaha shab ne lagaya hai baḌe tanz ke saath

sub.h jab apni riha.i pe bhi roti aa.i

aankh ik abr ke TukḌe ko taras jaati thi

barishon se jahan ab itni tabahi aa.i

rat-bhar sub.h ki ummid pe zinda tha mariz

sub.h hote hi use aḳhiri hichki aa.i

mar gaya habs ki basti men junhi koi ‘nasim’

nauha-ḳhvani ko vahan taaza hava bhi aa.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

munawwar-rana

dohra Raha Hun Baat Purani Kahi Hui

poet

Mah-Ru Na Ho Aur Chandni Wo Raat Hai Kis Kaam Ki

Aarzuon Ne Uchhal-Kud Machai Hui Hai

jaun-eliya

Maine Har Bar Tujhse Milte Waqt

poet

Mausam-E-Gul Mein Nahin Izzat-O-Shan-E-Waiz

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet