• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab kaDi Dhup Se Qadmon Mein Thakan Aati Hai

Jab kaDi Dhup Se Qadmon Mein Thakan Aati Hai

jab kaḌi dhuup se qadmon men thakan aati hai

zindagi peḌ tale baiTh ke sustati hai

ruuh ik marg ke aalam se guzarti hai yahan

zindagi ḳhud ko akeli jo kabhi paati hai

jab bhi aata hai mire dil men koi shor-e-tarab

ek ḳhamoshi mire jism men chillati hai

raqs karte hain miri raah ke lashkar har su

zindagi jab bhi koi giit naya gaati hai

ye kitaben ye risale zara tum bhi paḌh lo

in se achchha.i bura.i ki samajh aati hai

vo mire ḳhvab ki ma.asum si pyari laḌki

memna god men le kar baḌa muskati hai

main to chaTTan huun sahil ki mujhe kya shikva

lahr chhu ke mire daman ko palaT jaati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Thak Ke baiThun to Mujhe Rasta Nazar Aaega

aftab-iqbal-shamim

Ishq Mein Ye Majburi To Ho Jati Hai

Dawa Asar Nahin Rakhti Dua Qubul Nahin

Mera Mushkil-Kusha Hai Aur Main Hun

Dil Mein Be-Nam Si KHushi Hai Abhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet