Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
sabiha-saba-1

Jab Kabhi Hadsat Ne Mara

  • Ghazal
  • Women Poets
  • Poet: Sabeha Saba, Sabiha Saba
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

jab kabhi hadsat ne maara

yuun laga kaenat ne maara

vo jo mansur ki ada thahri

us ko izhar-e-zat ne maara

log duniya ka gham uthate hain

ham ko chhoti si baat ne maara

ham na munh pher kar guzar paae

chand lamhon ke saat ne maara

din to kat hi gaya tha un ka magar

kam-nasibon ko raat ne maara

maut ka dam saba ghanimat hai

varna pal pal hayat ne maara

More Poems

Shadi-O-Alam Sab Se Hasil Hai Subukdoshi

de Rahe Hain Jis Ko Topon Ki Salami Aadmi

Yaad-dahani

Sunao Mujhe Bhi Ek Latifa

Nikhre Badan Ka Muskurana Hai Hai

Ghatti Badhti Raushniyon Ne Mujhe Samjha Nahin

Bahut Tazkira dastanon Mein Tha

Shab-E-Khizan

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.