• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Jab Bhi Humne Ham-Nashin Dil Ka Kaha Nahin Kiya

Jab Jab Bhi Humne Ham-Nashin Dil Ka Kaha Nahin Kiya

jab jab bhi ham ne ham-nashin dil ka kaha nahin kiya

aisa laga hai zindagi ka haq ada nahin kiya

kahne ko yuun to aap se shikve hazar the magar

ham ne kabhi ḳhilaf-e-dil koi gila nahin kiya

dil ke muamlat the dil men hi dafn kar liye

us bevafa se ham ne phir zikr-e-vafa nahin kiya

kuchh to hua zarur hai ham se agar ḳhafa hai vo

ham ne to jan-bujh kar us ko ḳhafa nahin kiya

kar-e-jahan men ḳhub-tar guzri hai apni zindagi

lekin ye dil pe bojh hai kar-e-ḳhuda nahin kiya

tanha.iyon men ḳhud se hi ham mahv-e-guftugu rahe

us ke siva kisi se phir ahd-e-vafa nahin kiya

aisa bhi daur-e-zist tha shah-rag se vo qarib tha

ab hai vo be-niyaz to ham ne pata nahin kiya

a.enge lauT kar vo hi dil ko yaqin tha is liye

ham ne kisi ke vaste darvaza va nahin kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

taashshuq-lakhnavi

Munh Jo Furqat Mein Zard Rahta Hai

To Kya Hua Jo Tamashai Ho Gaya Hun Main

shahnaz-nabi

Agli Rut Ki Namaz

Udasiyan Sahar-O-Sham Ki Nahin Achchhi

poet

Jati Rahin Kidhar Wo Mohabbat Ki Baniyan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet