• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Hui KHak to Iksir Hui Hai Baba

Jab Hui KHak to Iksir Hui Hai Baba

jab hui ḳhaak to iksir hui hai baaba

aarzu miTne se tasir hui hai baaba

daagh hain qalb-o-jigar chhuT ga.e arbab-e-vafa

zindagi ab mujhe ta.azir hui hai baaba

dard hi charagar aur dard hi darman nikla

dard hi dard ki tadbir hui hai baaba

koi batla na saka talib-o-mtlub ka farq

yuun tariqat ki bhi ta.abir hui hai baaba

karbala dhuup hai to pyaas hai dariya-e-furat

ik sadaqat yunhi tahrir hui hai baaba

ḳhaak par sajda ho qatil ki chhuri shah-rag par

har sada nara-e-takbir hui hai baaba

nok neza pe koi bolta qur.an bhi tha

is tarah se kabhi tafsir hui hai baaba

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere Thake Hue Shanon Se Bojh Utar to Gaya

Sat Dariyaon Ka Pani Hai Mere Kuze Mein

Itna Hi Sahaara Dil-E-Nakaam Bahut Hai

Kuchh to KHudi Ka Rang Hai Kuchh Be-KHudi Ka Rang

Guman to Thik Main Kaise Kahun Yaqin Bhi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet