• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Ek Gul-Ezar Ki Sohbat Mein Aa Gaya

Jab Ek Gul-Ezar Ki Sohbat Mein Aa Gaya

poet

jab ek gul-ezar ki sohbat men aa gaya

aariz ka rang meri tabi.at men aa gaya

apni raza se jis ne marasim baḌha.e the

arz-e-talab pe vo bhi nazakat men aa gaya

ji ke zarar ko kaun uThata hai aj-kal

is dil ko daad de ki mohabbat men aa gaya

phirta huun dahr men liye ye dosti ka haath

lagta hai main bhi ku-e-malamat men aa gaya

be-dil se ek kar ke vafa yuun laga mujhe

ye haath ik machine ki ḳhidmat men aa gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Tawaqqoa Pe Khula Rakkha Gareban Apna

Ye Aankhon Hi Aankhon Mein Kya Ho Gae Hum

KHud Mein Utren to palaT Kar Wapas Aa Sakte Nahin

abdul-wahab-sukhan

Mahak Raha Hai Tasawwur Mein Khwab Ki Surat

Sukut Se Bhi suKHan Ko Nikal Lata Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet