• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Dekhte Rahte Hain Wo Kirdar Hamare

Jab Dekhte Rahte Hain Wo Kirdar Hamare

jab dekhte rahte hain vo kirdar hamare

hon kyuun na pasheman dar-o-divar hamare

dete hain har ik raah men rahgir ko saaya

jalte hain kaḌi dhuup men ashjar hamare

taqsim ke sadqe men hamen kuchh to milega

chal phuul tumhare hain to sab ḳhaar hamare

aa jaao ki mil-jul ke koi shakl bana len

hain tishna-e-takmil vo shah-kar hamare

sadiyon ke qarine liye tahzib hamari

yuun ‘roz’ badalte nahin me.aar hamare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Soya Hua Tha Muddat Se Ye Kaisi Bashaarat Jagi Hai

poet

chhoTe baDe Bure Bhale Din Raat Ke Liye

KHWAJA GHULAM FARID

Musag Malendi da Gujar Gaya denh Sara

poet

Uthe Aaj Un Se Faisla Kar Ke

Mir-O-Ghaalib Bane Yagana Bane

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet