• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Bhi Ghar Ke Andar Dekhne Lagta Hun

Jab Bhi Ghar Ke Andar Dekhne Lagta Hun

poet

jab bhi ghar ke andar dekhne lagta huun

khiḌki khol ke bahar dekhne lagta huun

tanha.i men aisa bhi kabhi hota hai

ḳhud ko bhi main chhu kar dekhne lagta huun

haath koi jab a.ankhon par aa rakhta hai

kaise kaise manzar dekhne lagta huun

pahle dekhta huun main kumak ḳhayalon ki

phir lafzon ke lashkar dekhne lagta huun

dekh dekh ke us ko ji nahin bharta to

banhon men phir bhar kar dekhne lagta huun

din bujh jaa.e to phir taare taare men

ḳhud ko ‘shaz’ munavvar dekhne lagta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kis Kafir-E-Be-Mehar Se dil Apna Laga Hai

Phul Kaliyan Bhi Hum Bichhaenge

Ho Gae Hum Shikar Phulon Ke

Main Bhi Raushan Hun Jamal-E-ruKH-E-Jaanan Mein Kahin

poet

Jo Zamin Par Faragh Rakhte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet