Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
ahmad-faraz

Jab Bhi dil Khol Ke Roe Honge

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Ahmad Faraz
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

jab bhi dil khol ke roe honge

log aram se soe honge

baaz auqat ba-majburi-e-dil

ham to kya aap bhi roe honge

subh tak dast-e-saba ne kya kya

phuul kanton men piroe honge

vo safine jinhen tufan na mile

na-khudaon ne duboe honge

raat bhar hanste hue taron ne

un ke aariz bhi bhigoe honge

kya ajab hai vo mile bhi hon ‘faraz’

ham kisi dhyan men khoe honge

More Poems

Ek Humse Tujhe Nahin Ikhlas

Judai Ke Sadmon Ko Tale Hue Hain

Wafadari Pe de di Jaan Ghaddari Nahin Aai

Hai Mujhko Rabt Bas-Ki Ghazalan-E-Ram Ke Sath

Lutf Chaho Ek But-E-Nau-Khez Ko Raazi Karo

More Piya Ghar Aae

Hansi Mein Saghar-e-Zarrin Khanak Khanak Jae

Ai Gul-E-Nau-damida Ke Manind

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.