• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bund Ban Ban Ke Bikharta Jae

Bund Ban Ban Ke Bikharta Jae

buund ban ban ke bikharta jaa.e

aks a.ine ko bharta jaa.e

ban ke kal kal jo guzarta jaa.e

apne va.ade se mukarta jaa.e

ek hi lai men bahe jaata hai

aur lagta hai Thaharta jaa.e

shahr sagar ka bhi ham-zad kahan

mauj-dar-mauj bipharta jaa.e

aks ma.akus hua hai jab se

apni nazron se utarta jaa.e

ek naddi hai ki rukti hi nahin

ek tufan utarta jaa.e

ek konpal men simaTne ke liye

peḌ ka peḌ bikharta jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Kai Bar Is Ka daman Bhar diya Husn-E-do-Alam Se

Adu Ke Pairon Se kanTe Nikalne Wale

Phir pahaDon Se Utar Kar Aaenge

Dil Ke zaKHmon Ka Kuchh Kya Na Karo

MAHMUD SHABISTARI

Sawal – Kudamin Nuqta Ra Nutq-Ast Anal-Haq

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet