• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum to Gum Ho Gae Haalat Ke sannaTe Mein

Hum to Gum Ho Gae Haalat Ke sannaTe Mein

ham to gum ho ga.e halat ke sannaTe men

ham ne kuchh bhi na suna raat ke sannaTe men

harf nakam jahan hote hain un lamhon men

phuul khilte hain bahut baat ke sannaTe men

shor hangama sada tabl-o-alam naqqare

Duub jaate hain sabhi maat ke sannaTe men

raat paḌte hi har ik roz ubhar aati hai

kis ke rone ki sada zaat ke sannaTe men

zehn men phulon ki manind khila karte hain

ham ne vo pal jo chune saath ke sannaTe men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

hasrat-mohani

Aapne Qadr Kuchh Na Ki dil Ki

Sufi

Harf-e-Shikwa Na Lab Pe Lao Tum

Chand Sansen Hain Mera raKHt-E-Safar Hi Kitna

poet

Be-Murawwat Bewafa Na-Mehrban Na-Ashna

Din-Ba-Din Nadan Banta Jae Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet